Friday, January 12, 2007

36. isse qabl ke uspe tavajjo aaye

1.

isse qabl ke uspe tavajjo aaye
shaayar aapke vilaayat ho aaye

(qabl=before, tavajjo=attention, shaayar=poet, vilaayat=overseas)

2.

ek us-hee ko tha sayr se gurez
wagarnaa syaah to saikDoN aaye

(sayr=tour,trip, gurez=avoidance, wagarnaa=otherwise, syaah=tourist,
saikDoN=in their hundreds)

3.

jalse meN shirkat kee ho bhale
KHwaas se par baat kisko aaye

(jalsaa=gathering, shirkat=participation, KHwaas=elite)

4.

ard ke uss sirey gaye to zaroor
wahaaN bhi apne yaar ek-do aaye

(ard=earth, sirey=one end)

5.

maanaa `shaahid' tum ho to aaye
aisa nahee ke yaad barsoN aaye

2 Comments:

Anonymous Anonymous said...

are u the same guy who sent a mail to sensibility_IN on u know what?

2:45 AM  
Blogger ankurindia said...

nice blog

10:34 PM  

Post a Comment

<< Home